Question Answer Session With Public 138 | Mufti Tariq Masood Speeche
Mufti Tariq Masood Podcast
(0:00) Intro
(0:02) Bachpan ke Qarz ki Adaigi? Logon ke Crore Rupay Daba Kar Baithne Walon ki Namaz, Roza aur Hajj Qabool Hoga? Behen ki Wirasat Khana?
(2:20) Kya Madina Mein Kabhi Aisa Zamana Aaya?
(3:06) Bachon ko Khilone Dilana? Bachon ko Darana, Jadu, Jinnat aur Aamilon ka Hal — Mufti Sahab ke Tajurbat ki Roshni Mein
(12:32) Job ke Liye Rishwat?
(13:28) 27 Saal ki Umar Mein Safaid Baalon ko Kala Karna?
(16:39) Khawateen ka Tablighi Jamaat Mein Jana? Mufti Rasheed Ahmed Sahab (RA) ka Fatwa aur Nabi ﷺ ka Zamana Iske Mukhalif Kyun?
(24:35) Mufti Sahab ke Samne Baith Kar Bayan Sunne aur Social Media Par Sunne Mein Farq
(27:52) Chawal Khane ka Nuqsan
(30:49) Mufti Sahab Medical Advice Kyun Dete Hain? 1 Cup Tea = 16 Cigarettes — A Doctor's Claim on YouTube
(33:38) Multigrain Flour
(34:43) 5 Shadeed Nuqsan Wali Chizein
(36:04) Surah Aal-e-Imran Mein Muhkamat aur Mutashabihat Aayaat — Hum Mutashabih Aayaat Kaise Samjhein?
(42:37) “Shaheed Zinda Hai” Par Shia Concept ki Haqeeqat
(50:32) Aadat Wale Gunah Kaise Chhorein? Tauba ke Faide
(58:26) Duaon ki Qabooliyat ka Falsafa
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.