
Important Masail Of Eid Ul Adha 2026 | Mufti Tariq Masood Speeches
Mufti Tariq Masood Podcast
(0:00) Intro
(1:36) Qurbani ke janwar ko bhagana?
(2:57) Qurbani ke dinon mein ghalazat phelana?
(3:18) Fajar ki namaz chhor kar qurbani karna?
(3:57) Qasaiyon ke gosht ka ijara?
(4:56) Arafah ka roza rakhna kaisa hai aur kitne din rakhna hota hai?
(7:00) Bemar janwar ki qurbani jaiz hai?
(8:01) Janwar ghar late waqt ya zibah ke waqt maazur ho jaye to?
(8:39) Taqatwar janwar, bhains ya bhainsay ki qurbani ka hukm?
(16:07) Taqatwar janwar ko girane ke tareeqay
(17:39) Qurbani ka mazaq urane walon ke liye paigham
(17:57) Janwar zibah karte waqt kin baaton ka khayal rakhein?
(18:17) Janwar zibah karne walay ka tauheed parast hona lazmi hai?
(18:54) Aurat qurbani ka janwar zibah kar sakti hai?
(19:10) Apna janwar khud zibah karna?
(19:25) Qurbani ke gosht ko tol kar taqseem karna zaroori hai?
(23:51) Qurbani ke hisson mein kaleji ya paaye mix karne ka tareeqa
(25:19) Saray bhaiyon ka aik ghar mein qurbani ka hissa ho to?
(27:00) Qarz le kar qurbani karna?
(29:00) Wajib qurbani ki adaigi ka masla
(30:09) Marhoomeen ki taraf se qurbani?
(31:10) Haram aamdani walay ka qurbani mein shareek hona
(32:54) Soodi bank mein job walay ki aamdani ka hukm
(33:25) Insurance company ki job walay ki aamdani
(33:39) Shirkia aqeeday walay ka qurbani mein shareek hona
(34:34) Hairdressers ko qurbani mein shareek karna?
(35:06) Qadiyani ko qurbani mein shamil kar liya to?
(36:01) Zilhijja ka chand nazar aane ke baad nakhun aur darrhi katna?
(36:31) Kisi rishtedar ki aamdani par shak ho to?
(37:41) Tankhah-dar par qurbani wajib hai?
(39:15) Gunjaish na ho to qarz le kar qurbani karna?
(40:12) Hamila gaaye ko katna kaisa hai?
(41:56) Qurbani ke janwaron ki trading
(43:07) Hissay wali qurbani mein saray kharchay milana?
(43:24) Apne hissay mein bhaiyon ke naam se qurbani?
(45:20) Maldar parosi ko qurbani ka gosht dena?
(45:44) Qurbani ke gosht ke 3 hissay karna?
(46:17) Zibah wali chhuri par biwi ya walida ka haath pherwana?
(47:24) Zibah ke baad janwar ko latkane ka faida
(48:51) Gosht freeze karne se pehle hidayat
(49:41) Jinko beef khana mana hai?
(51:09) Na-mehram ki videos/pics ka kaam karne walon ke sath qurbani?
(51:43) Police walon ke sath qurbani?
(52:09) Qurbani ke janwaron ki pics banana?
(52:40) Qurbani ke janwar ka cross karwana?
(53:02) 2 bhaiyon ki mil kar qurbani?
(53:34) Provident fund ke paison se qurbani?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.