Skip to content
Opens in a new window
Question Answer Session With Public 134 | Mufti Tariq Masood Speeches πŸ•‹
14 October 2026

Question Answer Session With Public 134 | Mufti Tariq Masood Speeches πŸ•‹

Mufti Tariq Masood Podcast

About
(0:00) Intro(0:02) Ashura ka Dastarkhwan Wasee Karne Wali Hadis(1:16) Aik Hi Qabar Mein Doosra Murda Dafan Karne ke Liye Kitna Waqfa?(2:25) Masjid-e-Nabawi Mein Imam Se Aagay Khara Hona?(4:02) Engineer ke Clip ki Wazahat(6:41) Sunni Kon?(10:38) Rishtay ka Masla(11:51) Doosri Shadi Na Karna Gunah Hai?(12:52) Burqay Wali Khatoon ko Mufti Sahab ka Pegham, Jo Ghussay Mein Mufti Sahab ke Khilaf Clips Bana Rahi Hain(15:42) Shari'ah Mein 3 Tarah ke Ahkam(16:37) Muamlaat vs Ibadat β€” Muamlaat ka Deen Chhorne ka Zyada Wabal(18:50) Tijarat vs Mulazmat β€” Sunnat Kaam Kab Wajib Ho Jata Hai?(19:52) Nikah ka Muamla: Sunnat ya Wajib? 4 Shadiyan Karna Kab Wajib Ban Jata Hai?(21:20) Fitrat Propaganda Se Mutasir Nahin Hoti(27:50) Kufu Mein Nikah ki Zarurat(32:59) Mufti Sahab ki Kitab Mein References(33:42) Aik Se Zyada Shadiyon ki Zarurat Kyun?(37:14) Pajamay Mard(38:50) Doosri Shadi Ayyashi Nahin, Zimmedari Hai(39:42) Hazrat Ayesha (RA), Mahabbat Karne Wali Zauja β€” Nikah Se Biwi ki Mahabbat Milna(40:20) Kasrat-e-Azwaj ka Falsafa(40:58) Kasrat-e-Azwaj ki Mukhalfat?(42:10) Biwiyon ke Gilay ka Jawab: β€œKharcha Bandh Do Mahine ka, Shadi Karne ki Kya Zarurat Hai?”(43:58) Marhooma Biwi ki Behen Se Shadi ki Surat Mein Jannat Mein Shohar ki Biwi Kon Hogi?(45:02) Doosri Shadi ke Liye Pehli Biwi Se Ijazat?(46:10) Kabootaron ko Bajra aur Pani Dalna?(46:46) Janwar ko Takleef Dena? Chuhon ko Takleef Se Marna? Mufti Sahab ke Ghar ka Waqia (Make Clip)(50:02) Janwar Par Ehsan Karne Mein Agar Insan ka Nuqsan Ho To?(52:28) Nikah ke Waqt Doosri Shadi Na Karne ki Shart ki Haisiyat?(52:56) Saas ki Khidmat(53:48) β€œFarigh” Lafz Se Talaq(54:32) Walidain ke Bila Wajah Taanay(55:18) 4 Shadiyon ki Targheeb ki Wajah?(56:35) Muhammad Naam Rakhna? Zaeef Hadis Sunana?(57:32) Hazrat Fatimah (RA) ki Zindagi Mein Hazrat Ali (RA) Ne Doosri Shadi Kyun Nahin Ki?(59:14) Hazrat Khadijah (RA) ki Zindagi Mein Nabi ο·Ί Ne Doosri Shadi Kyun Nahin Ki?(1:03:02) Nabi ο·Ί ki Is Hadis, β€œJo Khamosh Raha, Nijat Pa Gaya,” ka Matlab?(1:05:28) Shirkiya Aqeeda Wale Imam ke Peechay Namaz?