
23 May 2026
Important Masail Of Eid Ul Adha 2026 | Mufti Tariq Masood Speeches
Mufti Tariq Masood Podcast
About
(0:00) Intro (1:36) Qurbani ke janwar ko bhagana? (2:57) Qurbani ke dinon mein ghalazat phelana? (3:18) Fajar ki namaz chhor kar qurbani karna? (3:57) Qasaiyon ke gosht ka ijara? (4:56) Arafah ka roza rakhna kaisa hai aur kitne din rakhna hota hai? (7:00) Bemar janwar ki qurbani jaiz hai? (8:01) Janwar ghar late waqt ya zibah ke waqt maazur ho jaye to? (8:39) Taqatwar janwar, bhains ya bhainsay ki qurbani ka hukm? (16:07) Taqatwar janwar ko girane ke tareeqay (17:39) Qurbani ka mazaq urane walon ke liye paigham (17:57) Janwar zibah karte waqt kin baaton ka khayal rakhein? (18:17) Janwar zibah karne walay ka tauheed parast hona lazmi hai? (18:54) Aurat qurbani ka janwar zibah kar sakti hai? (19:10) Apna janwar khud zibah karna? (19:25) Qurbani ke gosht ko tol kar taqseem karna zaroori hai? (23:51) Qurbani ke hisson mein kaleji ya paaye mix karne ka tareeqa (25:19) Saray bhaiyon ka aik ghar mein qurbani ka hissa ho to? (27:00) Qarz le kar qurbani karna? (29:00) Wajib qurbani ki adaigi ka masla (30:09) Marhoomeen ki taraf se qurbani? (31:10) Haram aamdani walay ka qurbani mein shareek hona (32:54) Soodi bank mein job walay ki aamdani ka hukm (33:25) Insurance company ki job walay ki aamdani (33:39) Shirkia aqeeday walay ka qurbani mein shareek hona (34:34) Hairdressers ko qurbani mein shareek karna? (35:06) Qadiyani ko qurbani mein shamil kar liya to? (36:01) Zilhijja ka chand nazar aane ke baad nakhun aur darrhi katna? (36:31) Kisi rishtedar ki aamdani par shak ho to? (37:41) Tankhah-dar par qurbani wajib hai? (39:15) Gunjaish na ho to qarz le kar qurbani karna? (40:12) Hamila gaaye ko katna kaisa hai? (41:56) Qurbani ke janwaron ki trading (43:07) Hissay wali qurbani mein saray kharchay milana? (43:24) Apne hissay mein bhaiyon ke naam se qurbani? (45:20) Maldar parosi ko qurbani ka gosht dena? (45:44) Qurbani ke gosht ke 3 hissay karna? (46:17) Zibah wali chhuri par biwi ya walida ka haath pherwana? (47:24) Zibah ke baad janwar ko latkane ka faida (48:51) Gosht freeze karne se pehle hidayat (49:41) Jinko beef khana mana hai? (51:09) Na-mehram ki videos/pics ka kaam karne walon ke sath qurbani? (51:43) Police walon ke sath qurbani? (52:09) Qurbani ke janwaron ki pics banana? (52:40) Qurbani ke janwar ka cross karwana? (53:02) 2 bhaiyon ki mil kar qurbani? (53:34) Provident fund ke paison se qurbani? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.